Mein Rozey Rakhon Ga
Mein Bi Rozey Rakhon Ga
Mein Bi Rozey Rakhon Ga
Allah Ka Karam Hai To
Allah Ka Karam Hai To Sehri Mein Utha Maa Papa Ke Sang Mein Ne Roza Hai Rakha

Hum Pe Ye Karam Hai Aur Ye Khas Inaam Hai Rab Ne Humko Baksha Ye Mah e Siyaam Hai
Ramzan, Ramzan, Ramzan, Ramzan
Ramzan Mubarak, Ramzan Mubarak, Ramzan Mubarak, Ramzan Mubarak
Choti Umar Mein Tum Ne Ye Kar Dikhaya Kaise
Choti Umar Mein Tum Ne Ye Kar Dikhaya Kaise Rozey Ke Wastey Hai Sab Ko Manaya Kaise
Acha Suno Mein Batata Hoon
Sab Boley Teri Nanni Si Jaan Hai Mein Bola Ke Mera Bara Imaan Hai

Mere Zimme Neyat Hai Aagey Rab Ka Kaam Hai Rab Ne Humko Baksha Ye Mahe Siyaam Hai
Allah Ka Karam Hai To Sehri Mein Utha Maa Papa Ke Sang Mein Ne Roza Hai Rakha
Ramzan Mubarak, Ramzan Mubarak, Ramzan Mubarak, Ramzan Mubarak
Ye Jaib Kharch Apna Tum Kyun Ho Saath Laye
Jaib Ka Ye Kharcha Paas Na Rakhon Ga Mein Haqdaron Mein Ye Banta Karun Ga Mein

Maa Papa Ki Khushion Ka Karna Intezaam Hai Rab Ne Humko Baksha Ye Mahe Siyaam Hai
Ramzan, Ramzan, Ramzan, Ramzan
Roza Hi Agar Tha Rakhna Phir Kyun School Aaye
Kyun Aaye Bhai
Jaisey Ibaten Lazim Hai Iman Ke Ke Aisey Zaroori Hai Ilam Har Insaan Ke Liye

Parhna Likhna Aur Ibadat Sab Ka Aik Muqaam Hai Rab Ne Humko Baksha Ye Mahe Siyaam Hai
Allah Ka Karam Hai To Sehri Mein Utha Maa Papa Ke Sang Mein Ne Roza Hai Rakha
Ramzan Mubarak, Ramzan Mubarak, Ramzan Mubarak, Ramzan Mubarak
Mein Bi Kal Se Roza Har Haal Mein Rakhon Ga
Mein Bi Kal Se Roza Har Haal Mein Rakhon Ga Ibadaten Karun Ga Namazen Bi Parhon Ga
Hai Sehri Kal Ko To Kal Hi Dekhen Ge Naiki Aaj Aur Ab Se Karen Ge

Naikyon Ke Raa Pe Chaltey Rehna Subho Shaam Hai
Ramzan
Allah Ka Karam Hai To Sehri Mein Utha Maa Papa Ke Sang Mein Ne Roza Hai Rakha
Hum Pe Ye Karam Hai Aur Ye Khas Inaam Hai Rab Ne Humko Baksha Ye Mahe Siyaam Hai