Practice English Speaking&Listening with: Madina Aane Wala | Sambhal Jaa Aye Dil e Muztar | Kalam Tajush Shariya | Allama Hafiz Bilal Qadri

Normal
(0)
Difficulty: 0

Sambhal Ja Aye Dil e Muztar

Madina Aane Wala Hai

Sambhal Ja Aye Dil e Muztar

Madina Aane Wala Hai

Sambhal Ja Aye Dil e Muztar

Madina Aane Wala Hai

Luta e Chashme Tar Gohar

Madina Aane Wala Hai

Luta e Chashme Tar Gohar

Madina Aane Wala Hai

Qadam Ban Jaaye Mera Sar

Madina Aane Wala Hai

Qadam Ban Jaaye Mera Sar

Madina Aane Wala Hai

Bichun Rah Mei Nazar Ban Kar

Madina Aane Wala Hai

Bichun Rah Mei Nazar Ban Kar

Madina Aane Wala Hai

Jo Dekhein Un Ka Naqshe Pa Khuda Se Wo Nazar Mangoon

Caragh e Dil Chaloon Lekar

Madina Aane Wala Hai

Caragh e Dil Chaloon Lekar

Madina Aane Wala Hai

Karam Unka Chala Yoon Dil Se Kehta Rahe Taiba Me

Dille Muztar Tasalli Kar

Madina Aane Wala Hai

Dille Muztar Tasalli Kar

Madina Aane Wala Hai

Wo Chamka Gumbad e Khazra Wo Shehr e Pur Ziya Aaya

Dhale Ab Noor Me Pekar

Madina Aane Wala Hai

Talabgar e Madina Tak Madina Khud Hi Aa Jaaye

Tu Dunya Se Kinara Kar

Madina Aane Wala Hai

Falak Shayad Zameen Par Rehgaya Khake Guzar Bankar

Bichhe Hen Rah Me Akhtar Madina Aane Wala Hai

Fizayen Mehki Mehki Hen Hawaain Bheeni Bheeni Hen

Madina Aane Wala Hai

Qamar Aaya Hai Shayad Unke Talwao Ki Ziya Lene

Bicha Hai Chand Ka Bistar

Madina Aane Wala Hai

Ghubar e Rah e Anwar Kis Qadar Pur Kaif He Akhtar

Tani He Noor Ki Chadar

Madina Aane Wala He

The Description of Madina Aane Wala | Sambhal Jaa Aye Dil e Muztar | Kalam Tajush Shariya | Allama Hafiz Bilal Qadri