Agar kamli wale ki Rehmat na hoti Toh Qismat k maaro ka Kya hota
Rasule e Khuda ka Sahara na Milta Toh ham besaharo ka Kya haal hota
Wo Aaqa wo maula wo Daata hamare Khuda e Pyaare KHUDA k Dularae
Mohammad jo Dhukiyo k hami na hoote Toh in bekraro kya haal hoota
Mohammad ka jalwa hai jalwa khuda ka Mohammad ka Parda hai Parda KHUDA ka
Agar aap aa jaate parde se bahaar Toh Phir chaand taaro ka Kya haal hoota
Agar kamli wale ki Rehmat na hoti Toh Qismat k maaro ka Kya hota
Rasule e Khuda ka Sahara na Milta Toh ham besaharo ka Kya haal hota